Hii friends Google Allo kya hai ? Whatsapp vs Google Allo konsa best messenger hai ye main aapko iss artical me batunga. Friends google ne apna new messenger app google allo launce kar diya hai jisse aap play store se download kar sakte hai. Ye messenger app other messenger jaise hike facebook or whatsapp messenger se bhut alag hai issme aapko bhut se feature milte hai. Agar aap jannna ki whatsapp or google allo me konsa best messaging app hai to iss article ko pura padhe.
Google allo kya hai Google assistant in hindi me ?
Ye ek messaging app hai jisse google ne launch kar diya hai ye apne new product launch karta rahta hai gogle ne isse pahle apni ek or app google duo launch ki thi lekin vo jayda popular nahi hui lekin google allo new and popular messaging app hai jissme aapko hike facebook or whatsapp messenger se jayda or advanced feature mil rahe rahe hai. Isska sabse important feature hai gogle assistant isska use karke aap, translate news, locationetc bhut se features ka use kar sakte hai aap gogle assistant se apna koi bhi Questionpuch sakte hai and ye aapko sabhi question ke answer deta hai.
Google allo (google assistant) features in hindi-
Isame aapko bhut se new and smart features milte hai jo aapko duare social messenger me nahi milte hai.
1. Smart reply isska sabse best feature hai or iss feature ko bhut se log pasand bhi karte hai smart reply ka use karke aap agar kahi par essi jagah hai jaha aap kisi ko message send nahi kar sakte hai or kisi ka important message aata hai to aap smart reply ka use 1 sec me message kar sakte hai kyoki issme aapko apne dwara send kiye pichle messages dikhte hai.
2. Iss me aap kisi bhi image par kuch bhi likh sakte hai doodle ki madad se ye bhut accha and kamal ka feature hai.
3. Aapko issme bhut se stickers milte hai jo aaapko other messenger me nahi milte hai ye sticker bhut se designerdwara design kiye hote hai or aapko issme sticker editor bhi milta hai jisse aap apne pasand ka sticker bhi bana sakte hai
4. Issme aap apne likhe text ko big yani bada kar sakte hai. or small kar sakte hai matlab aap apne likhe text font ko kudh hi change kar sakte hai sabse pahle aap apna message likhe fir Aap text ko bada karna chahate hai to “louder” bole and small karna chahate “quieter” bole iss tarah aap asani se bolkar apne text ka size kam jayda kar sakte hai.
5. Agar aap apni personal Information share karna chahate hai or aap chahate hai isse koi bhi na padh paye to aap isska Incognito Mode use kar sakte hai isse aapka message ya image ya video encrypt ho jayega and use koi bhi nahi padh payega..
6. Issme aapko translator bhi milta hai jisse aap kisi bhi language ko apni language me convert kar sakte hai.
Google allo vs whatsapp konsa best messenger hai ?
Friends abhi aapne google allo ke features ke bare me jana lekin agar aap abhi bhi decide nahi kar pa rahe hai ki google allo vs whatsapp mese konsa best massaging app hai to main aapko dono app ke difference ke bare me batata hu.
- Google allo me aapko Incognito mode name ka ek feature milta hai jisse aap apne message ki security increase karke unhe encrypt kar sakte hai whatsapp me bhi aapko end to end encryption name ka feature milta hai. Lekin fark sirf itna hai ki iss me aapko starting me ye security mode milta hai or whatsapp ne isse apni starting se 4 year baad yani 2016 me hi diya hai.
- Issme aapko Artificial Intelligence name ka ek bhut hi accha feature milata hai jisse aap isse kuch bhi puchte hai to aapko uska reply 1 sec me mil jata hai jabki whatsapp me aapko essa koi bhi feature nahi milta.
- Issme aapko smart reply milta hai jo whatsapp me nahi milta.
- Issme aap text ko size bada ya chota hai kar sakte hai vo bhi apne speck se jabki whatsapp me essa nahi kar sakte.
- Issme aapko bhut se sticker milte hai jo whatsapp se acche or jayda hote hai.
- Google allo me aap kisi ko private message kar sakte hai hai and use delete bhi kar sakte hai jabki whatsapp me aap essa nahi kar sakte.
- Google allo me aapko flight, event hotels, filmetc search karne ka option milta hai jabki ye option whatsapp me nahi milta.
- Google allo me aapko google assistant milta hai jisse aapko translator, find location etc jaise feature milte hai jo whatsapp me nahi milte.
- Issme aap ek sath 20 photos share kar sakte hai jabki whatsapp me ek sath 10 image share ki ja sakti hai.
Google allo me aap kisi photo par real time me kuch bhi likh sakte hai jabki whatsapp par photos par kuch bhi nahi likh sakte hai ya photo par kuch likhne ke liye third party appdownload karna hota hai.
Friends ab aap samaz gaye honge whatsapp or google allo mese konsa best messenger hai.
Google allo me register kaise kare ya issme account kaise banaye-
- Sabse pahle aapko google allo name ka name play store se download karna hai isse direct download karne ke liye niche get it on google play par click kare.
- Ab isse open kare. or apna mobile number dale ab aapke mobile par ek otp code aayega jisse aapko isme dalna hai fir aap apna name and photo upload kare and next par click karde. Iss tarah asani se whatsapp ki tarah gogle allo me bhi register kar sakte hai.
- Ab aap isske home screen par punch jayege jaha aapko 3 option assistant, send a message or start a group dikhege. Iss tarah aap asani se iss messaging app ka use kar sakte hai.
Friends agar aapko ye post accha lage to isse apne friends ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to conment karke jarur bataye..
No comments:
Post a Comment