Android Mobile Phone ke fonts kaise change kare/badle(without root) - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Sunday, 25 February 2018

Android Mobile Phone ke fonts kaise change kare/badle(without root)

Hii friends Android mobile phone me font kaise change kare ya badle vo bhi without root ke ye main aapko iss post me batane wala hu. Friends android smartphone aaj kal sabhi log use karte hai. In phones me ek baat common hoti hai ki in sabhi mobile ke fonts same hote hai agar aap inko change karna chahate hai to issi ke bare me yaha main aapko iss post batane me wala hu.
Image result for Android Mobile Phone ke fonts kaise change kare/badle(without root)

Android mobile me font change kyo kare ?

Agar aap apne phone ko smart ya stylish lookdena chahate hai to aapko apne phone ki system font ko jarur change karna chahaiye isse aapka phone pahle se bhut accha dikhta hai and uska look bhi new dikhta hai. ye features sirf samsung mobile me hota hai jisse setting me jaker use kar sakte hai or android mobile ko root karke bhi hum bhut se Apps se bhi fot change kar sakte hai lekin yaha main aapko without rootphone ke bare me batunga.

Android Mobile Phone ke fonts kaise change kare/badle(without root) in hindi

  • GO Launcher android app ek best launcher hai jisse aapko bhut se features milte hai issse aap apne mobile ki fonts asani se change kar sakte hai ye launcher without root phone me work karta hai and isske use karna bhut asan hai. Aapko 2 app go launcheror go launcher font  play store par jakar download karne hai ya inhe direct download karne ke liye niche link par click kare.
choose-tool-and-perorance
  • Ye dono apps install hone ke baad aapko home screen par tool ka option dikhega aapko tool par click karna hai or fir Prefernce  par click karna hai.
folloe-image
  • Ab aapko font par click karke  select font par click karna hai.
follow-image-instruction-pcormoney
  • Ab aapko Scan Fonts par click karna hai issme thoda time lagta hai issliye aap thoda wait kare.
scan-and-search
  • Ab aap apne pasand ke kisi bhi font ko select kar sakte hai.
Iss tarah friends aap apna Android mobile bina root kiye usme font change kar sakte hai.

Friends aapko ye information kaisi lagi comment karke jarur bataye or issse apne dosto se sath social networking sites par jaur share kare or aap essi bhi post padhna chahate hai to abhi iss blog ko subscribe kare or latest post update ki information apne email par received kare…

No comments:

Post a Comment