Internet Se Kaise Rupee Kamaye? Earn Money Online in Hindi - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Monday, 26 February 2018

Internet Se Kaise Rupee Kamaye? Earn Money Online in Hindi

Agar aap India mei rehte hei to aap bina kisi investment ke asani sei internet sei online money, rupee earn kar sakte hei. Iske liye aapko kisi tarah ke padahyi ya degree ki jarurat nahi hei. Aap ghar bethe asani sei apni aur apne pariwar ki aamdani badha sakte hei. Internet se rupee kamane ke liye aapko 5 cheejo ki jarurat hoti hei.

  • Google AdSense Account Approval Karne Ke Best Idea – Hindi Me Sikho

  • Top 5 Silent Secret Whatsapp Tricks You Never Know in Hindi – 2017_18

  • HOW TO USE WITHOUT SIM CARD WHATSAPP LATEST TIPS | बिना सिम कार्ड के कैसे व्हाट्स एप्प चलायें



  1. Email Account (Email khata)

  2. Paypal Account(Paypal khata)

  3. Bank Account(Bank Khata)

  4. Advertisement site par account(khata)

  5. Blog/Webiste

Internet Se Kaise Rupee Kamaye


Aap Internet par money advertisement site par ads (vigyapan) dekh kar kamate hei. Jo bhi money aap kamate hei wo money dollar me hoti hei. Aap ye money seedhe bank account(khate) mei nahi daal sakte, pehle aap ye money Paypal account(khate) mei daalte hei uske baad paypal account(khate) se bank account mei. Paypal apne aap aapki money ko dollar sei rupee mei convert (pariwartit) kar deta hei.

1. Email account kaise banaye ?

Email account banana bahut asan hei islye aapko ek site par jana hei aur signup button par click karna hei.
site ka naam hei http://www.gmail.com

Agar aapke pass pehle sei hi email account hei to aapko naya email account banane ki koi jarurat nahi hei.

2. Paypal account kaise banaye ?

Paypal ek bank hei .aap internet sei jo bi money kamati hei wo pehle paypal account mei bhejte hei uske baad aap money apne bank account me bhejte hei.Paypal ek tarah sei Internet ka bank hei.paypal account banana bahu asana hei iske liye aapko PAN card ki jarurat padti hei.

  • Puri Detail me jaankari ke liye yaha click kare – Paypal account kaise banaye
Aap PAN card ke bina Paypal account nahi khol sakte hei.

site ka naam hei www.paypal.com

Agar aapke pass pehle sei hi Paypal account hei to aapko naya paypal account kholne ki jarurat nahi hei.

3. Bank account kasie khole ?

Aap apne ghar ke aas pass ki kisi bi bank me jakar bank account khol sakte hei jaise ICICI bank,SBI bank,Axis bank,HDFC bank,PNB bank .

Agar aapke pass pehle sei hi bank account hei to aapko naya bank account khone ki jarrat nahi hei.

4. Advertisement site par account kaise banaye ?

Internet par bahut saari aisi advertisement site hei jo aapko ads dekhne par rupee deti hei. par ye jaana bahut muskil hei ki kaun si site sach me imandar hei aur aapko paisa degi. Kyu ki bahut saari site aisi bi hei jo aapko ads dekhne ke baad aapka rupee aapko nahi deti aur dokha karti hei. Mei yaha aapko aisi site ki list de raha hu jihone mujhe hamesha samay par rupee diye hei .meine aise sites ke proof bi laga diye hei.

advertisement site ke baare me jaane ke liye neeche di gayi link par ek ek karke click kare.

  • Make Money with Mobile Apps | Free Mobile Recharge Android Apps
5. Blog/Website

Ye sabse important hai q ki upar ke sab steps ka use jab hi hoga jab aapke pass koi jariya ho.. Jese aapne kisi advertiser site se ads to le liye par unko dikhane ke liye aapki koi site ya blog hona jaruri hai.

Blog/Website kaise banate hai or kaise uspar kaam karte hai iske upar mene bhut se post dali hai jinki madad se aap aasani se sikh sakte hai kaise website ko chalaya jata hai or kaise website se paise kamaye jate hai.


No comments:

Post a Comment