10 गुप्त कंप्यूटर टिप्स और ट्रिक्स हिंदी में शीर्ष | Computer Tips - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Tuesday 27 February 2018

10 गुप्त कंप्यूटर टिप्स और ट्रिक्स हिंदी में शीर्ष | Computer Tips

Hello Guys aaj ham aapko batayinge Computer ki kuch ese useful tricks ke baare me jo aapne sayad he phele kabhi use ki hogi. or jo aapke bhut kaam aa saki hai.

Kya aap apne ya kisi or ke Computer se connected wifi ka password pata karna chate hai? agar HA! to en points ko follow kegiye.

  1. Sabse phele windows me network icon par click kare.

  2. Ab Open network and Sharing center par click kare.

  3. Ab Connection me jaker Wifi par click kare or Popup option me Wireless Properties par click kare.

  4. Ab Security me jaker Show Characters par click kare. aapko wifi ka password mil jayega.


#2 Crack Login Password


Jyadatar log apne Computer me Microsoft Windows ko he use karte hai. agar aap janna chate hai ki windows ka login password Hack/Crack kaise karte hai, to yeh article read kare. 


 Computer Ka Login Password Kaise Tode – Aasan Tarika



#3 Remove Virus With CMD

Agar aapke computer me virus aa gya hai? computer ki performance low ho gyi hai? or aapke pass koi Antivirus bhi nhi hai? to bhi aap sirf Command Prompt ki help se apne computer virus ko remove kar sakte hai.

Command Prompt se virus remove kaise karte hai, uski jaankari yaha hai.

 Computer Se Virus Kaise (Nikale) Remove Kare [Without Antivirus]

#4 Record Your Computer Screen

Kya aap apne Computer ki screen record karna chate hai? Computer ki screen record karna koi mushkil kaam nhi hai. bas es chote se tool ke help se aasani se apne pc ki screen record kar sakte hai.

Computer ki Screen Record kaise karte hai, uski jaankari yha hai.

 Top 5 Responsive Template for blogger
 Top 10 Responsive Template For Seo Mobile Friendly
Blogger Template Free Download

#5 Lock/Hide Any File/Folder

Kya aap apne Computer me kisi folder ya file ko Hide ya Lock karna chate hai? agar HA! to uske liye aapko ek chota sa software apne pc me install karna hoga. Computer me kisi bhi File or Folder ko lock kaise karte hai, yeh janne ke liye aap yeh article read kar sakte hai.

 Adsense Approval Best Idea
Fast Google Adsense Approval in 2018
 Google Adsense Kya Hai?

#6 Create Hidden Folder

Kya aap jaante hai, ki aap apne Computer Desktop par ek Hidden folder create kar sakte hai. agar nhi! to yeh aapke liye ek interesting trick ho sakti hai. puri jaankari ke liye yeh article read kare.

 Wordpress Backup Kaise Create Kare?

#7 Create A Virus Using PC

Kya aap jaante hai ki aap apne computer me notepad ki help se aap ek virus create kar sakte hai. Virus kaise banaye? agar aap janna chate hai? to yeh article read kare.

 Blogger Vs Wordpress Kon Sabche Acha Hai?

#8 Find All USB Port Detail

Aapke peeche aapke Computer me kon_kon apne Device ko connect karta hai. kya aap yeh sab janna chate hai? to eski full information ke liye yeh article padhe.

 Google Plus+ Account Kaise Banaye?

#9 Repair Memory Card Using PC

Agar aapka koi SD Card / Pendrive kharab ho gya hai? Format nhi ho rha hai? to aap usko apne Computer se aasani se format/repair kar sakte hai. uski jaankari yha hai.

  Sanapdeal se Paise Kaise Kamaye?

#10 Remove Temp Files

Computer me jyada surfing karne ki wajah se kafi Temp file store ho jati hai, or eski wajah se computer kafi slow ho jata hai. agar aap temp file ke baare me nhi jaante, or agar aapka computer slow chalta hai, to neeche bataye gye points ko follow kare.

  1. Apne Windows PC me sabse phele Win + R button ek sath press kare

  2. Ab %temp% type karke enter press kare.

  3. Ab All files ko delete kar de.

to Guys yeh the wo #10 computer tricks. umeed hai aapko jarror pasand aaye honge. if you like this article pls share on social media.


Thanks for Reading .....  

No comments:

Post a Comment