Mobile Number Ko Aadhar Number se Link Kaise Kare Step by Step Sikho ... - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Tuesday, 27 February 2018

Mobile Number Ko Aadhar Number se Link Kaise Kare Step by Step Sikho ...

Hello Every one, Agar aap ek Indian hai to shidhi si baat hai aapka Aadhaar Card to hoga hi, or aapko pata ho hoga Government ka aadesh ke aanusar har ek mobile number se aadhaar number link hona jaruri hai.

Agar aapne abhi tak Apne Mobile Number me aadhaar Number ko Verify nahi karaya hai to aapke pass usse sambandit call or message bhi jarur aate hoge.

to chaliye jaan lete hai kaise Aadhaar Number ko Mobile number se link karte hai.

Aadhaar ko mobile number se verify karne ka ek tarika to ye hai ki ham kisi dukandar ke pass jaye jo Aadhaar number ko mobile se verify karta ho, or usko kuch paise dekar verify kara le.. par ek or Tarika bhi hai

Mobile Number Me Call karke Aadhaar Card Number Verify kare

Aadhaar link kare Mobile Number se [IVRS Method]


Iss tarike se Mobile number me aadhaar number verify karne ke liye hame ek number hai uspar call karna hai, or usme jo steps batai jaye unko follow karna hai.

Step 1: Apne Mobile se Call kare 14546 par.

Step 2: Ab ek computer generated aabaj aayegi, jisme hame apni language select karne ko kaha jayega. Hindi ke liye 1 dabana hai.

Step 3: Ab jo hamara Aadhaar number hai uski 12 digit enter karke # dabana hai.

Step 4: Ab jo hamara Aadhaar Card hai usme jo number add hai, uspar ek OTP aayega, wo enter karke # dabana hai.

Step 5: iske baad aapke pass conformation ka message aa jayega

To dekha aapne kitni aasani se aap 1 minute me apne Mobile Number ko Aadhaar se link kar sakte hai, hope aapko ye choti par useful jankari pasand aai hogi.

Agar aapka koi sabal ya sujab ho to comment karke batana naa bhule, or aapko ye jankari kesi wo bhi bataye.

Also Read: Adsense Pin Verification

No comments:

Post a Comment