Smartphone users ke liye top 5 Hidden Settings ke bare me btane wala hu, Lagbhag aaj ke time me sabhi koi smartphone istamal karte hain, Android Operating System (AOS) ke startings se lakar abhi tak bahut sare Android version launch huye jisme alag alga smartphone me settings bhi alag diya rahta hain,
Example. Gingerbread, Ice Cream Sandwich, Jelly Bean,KitKat, Lollipop, Marshmallow and last me October 4,2016 Nougat launch huaa hain,
Internet par bahut sare secret settings smartphone ke liye use search kiya jata hain jisme kuch hi work karta hai, But aaj main android devices user ko hidden settings ke bare me bataunga jo syd kabhi istemal kiya hoga apne,
Agar aap smartphone use karte hain to is post ko acche se follow kare Isme main android phone user ke liye 5 hidden secret feature share karne wala hu post acche se padhe,
Second method
Example. Gingerbread, Ice Cream Sandwich, Jelly Bean,KitKat, Lollipop, Marshmallow and last me October 4,2016 Nougat launch huaa hain,
Internet par bahut sare secret settings smartphone ke liye use search kiya jata hain jisme kuch hi work karta hai, But aaj main android devices user ko hidden settings ke bare me bataunga jo syd kabhi istemal kiya hoga apne,
Agar aap smartphone use karte hain to is post ko acche se follow kare Isme main android phone user ke liye 5 hidden secret feature share karne wala hu post acche se padhe,
Top 5 Best Android Hidden Settings || Android Phone User Ke Liye Hidden Secret Feature
1. How to Enable Guest Mode on Android Phone
Guest Mode Feature Bahut Best Hain, Guest mode enable karne ke liye Android 5.0 Lollipop aur iske upar Marshmallow version apka phone hona jaruri tabhi mobile me ye function milega, Kisi bhi android mobile device me multi use crete kar payenge, Guest mode ka istemal apne private data photo video apps ko chupane ke liye kar sakte hain, Family me koi phone mange ya apke dosto aur aap nahi chahte ho apke phone ke deta koi aur dekhe to uske liye apko Gused Mode on karke de,
- Sabse pahle notification bar ko drop down kare.
- User Avatar dikhayi dega phir Add guest par click kare.
Second method
- Guest Mode ON karne ke liye sabse pahle apne Setting⇒User⇒Guest Mode par click kare. Now successfully activate guest mode,
2. Android Mobile Colour Inversion Feature
Colour inversion bahut hi best option diya hain android phone me isse kya hota ankho light nahi padta hain, Invert Colors on mobile brightness control without any apps se kar sakte hain, Displaybrightness eye protection karta hain aur jab display colour inversion on karte hain to mobile night mode me ON ho jata hai,
- Sabse pahle mobile ki settings me jaye.
- Ab apko Accessibility par click kare.
- Now sabse niche color inversion option milega click karen.
3. How to Used Do Not Disturb on Android?
Do not disturb on android phone me sabse accha option hain, Iska faida hai kisi bhi private call ya phir personal phones call se paresan (Disturb) hone par smartphone me Do Not Disturb ON Kare, Do not disturb IPhone,IPad and Android Device me me mil jayega, Do not disturb turn on karke costume scheduled time set kar sakte hain, Jis time apka meetings rahe customization kar sakte hain, Do not disturb, Samsung Galaxy, Lenovo, Redmi,etc on android lollipop ke upar version me mil jayega,
Drop Down Notification Bar Ab Apko Do not disturb Turn ON kare, Kuch option apko milega Total silence, Alarms only, A Priority only check kare aur DONE karde,
4. How to Use Magnification Gestures on Android Devices
Magnification gestures android phone bahut hi best function hain, Iska faida ye hain mobile phone screen zoom karta hai aur sath me koi document and PDF file jab hum open karke zoom kar sakte hain,
Magnification Gestures used karne ke liye phone settings me jaye. Accessibility option par click kare Scroll Down ab apko magnification gestures Turn Off/ON kare, Use magnification gestures zoom mobile screen dispaly everything's on your screen giger's large,Activate karne ke liye scren triple-tapping kare,
5. Turn on TalkBack Kaise Kare
Talkback feature android lollipop version ke sabhi phone diya rahta hain, TalkBack feature aisa feature design kiya hain unke liye jinko kam dikhayi deta hai, TalkBack on karne par jo bhi screen par work karte hain phone usko bol kar batata hain,
Talkback is a feedback to help Blind and low -vision user, Go settings Accessibility ab apko talkback milega bus sko on kar de,
Talkback is a feedback to help Blind and low -vision user, Go settings Accessibility ab apko talkback milega bus sko on kar de,
Is post me hidden features of android lollipop mobile ke bare main share kiya hu, Hidden android device secrets tricks code features useful jo apne kabhi nahi use kiya hoga,
No comments:
Post a Comment