Hii friends computer me file folder ko one single click me kaise open kare ya computer me files folder one click me kaise khole ye me aapko iss post me batane wala hu. PC user ki sankhya days by days badhti ja rahi hai ab chote bacche bhi computer chalana shikh rahe hai issliye aaj main aapke sath jo information share kar raha hu vo aapke liye bhut helpful hoga. bhut se logo ko computer ka mouse use karne me problem aati hai kyoki mouse se hi computer ka sara kaam hota hai ye aapke pc ko operate karne ke liye bhut hi jaruri hai.
pahli baar jab koi mouse use karta hai to usko asani se mouse chalana aa jata hai jaise left side me mouse le jane se mouse pointer yani cursor left me jayega or right me le jane pointer right me jayga issi tarah uper or niche mouse karne se cursor up and down hoga itna knowledge sabhi ko hota hai or mouse me 2 button type ke bhi rahte hai left and right cilck ye bhi aapko pata hoga.
ab problem logo ko tab aati hai jab vo mouse se left click karke koi file ya folder open karte hai yani single click me computer me koi folder open nahi hota hai. one click me folder only select hota hai or second me open hota hai. ab esse me bhut se log hote hai jo new hote hai jinhe pc ki jayda knowledge nahi hoti ya knowledge hoti bhi to unhe mouse chalana nahi aata hai. jisse unse mouse se double click nahi hota hai or vo single click me file ko open karna chahate hai to aap bhi unme se hai to aaj ki post aapke liye hi hai.
Computer me kisi bhi file folder ko single click me kaise open kare ?
agar aap bhi apne pc me kisi bhi file ya folder ko one click me kaise khole ye janna chahate hai to ussi ka tarika me aapke sath share kar raha hai ye aapke pc ki sabhi operating systems yani windows jaise widows 7, windows, 8, windows 8.1 and windows 10 etc sabhi me work karega.
How To Open Files And Folders Single Click in hindi
- sabse pahle aapko apne pc me my computer ko cllick kare
- ab aapko yaha left side me organize ka option dikega uspar click kare ab ek drop down menu open ho jayega issme folder and search option par click kare.
- ab yaha itam as follows me single to open an item ke samne wale box par click karke select karde.
ab items as follows me 1st wale option ko select karne ke baad apply par clik karke ok karde.
iss tarah friends aap asani computer me file folder ko single click me open kara sakte hai ye computer ki basic information wala post aapko accha accha lage to isse apne dosto ke sath social media par share jarur kare or essi or bhi pc information se related post read karne ke liye humari site ko visit karte rahe hai or latest post update ki notification apne email par pane ke liye humari site ko abhi subscribe kare.
No comments:
Post a Comment