Pc ya computer ki basic jankari,Information of Pc, Laptop ya Computer hindi - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Monday, 26 February 2018

Pc ya computer ki basic jankari,Information of Pc, Laptop ya Computer hindi

Pc ya computer ek electronic device hai jissme  ram hoti hai hard disk hoti hai or processer hota hai aapke computer tabhi fast ho sakta hai jab aapka processer high to jaise 2nd genration and 3rd genration agar prosser kamjor hai to aapka computer bhi slow kaam karega pc ya computer ki speed usski ram aur hard disn par bhi depend karti hai

Image result for Pc ya computer ki basic jankari,Information of pc ya computer hindi

computer ki basic jankari,Information of pc In hindi

agar aapke computer ki hard disk 160 gb hai aur ram 1gb hai to aapka computer bhi slow hoga jisme aap simple se kam to kar sakege lekin baki kaam jese game khelna  internet fast chala etc nahi ho payga agar aap sachme saare kaam apne computer par karna chhate he to aap essa computer le jissme kam se kam 500gb ki hard disk ho or 2gb ki ram ho aap aap samaz gaye hoge ki comuter fast kis cheej ki wajah se hota hai agar aapko ye post pasand aaye ya kuch puchna ho ya kuch samaz me na aaye to comment jarur kare main aapki help jarur karunga

No comments:

Post a Comment