Website Ki Traffic Kaise Badhaye – Blog Ki Traffic Kaise Badhaye 2018 - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Monday, 26 February 2018

Website Ki Traffic Kaise Badhaye – Blog Ki Traffic Kaise Badhaye 2018

Hello Dosto main aaj batane wala hu blog ki traffick ko kaise Badaya (increase) kiya jaye. Dosto ek baat kehna chahta hu apne apne blogger par kam kar rahe hai or paise kamane ki soche rahe hai to bina traffic ke  ke nahi ho sakta hai uske liye apne blog par traffick lana hoga. Adhik se adhik visitor lane hone par uske liye kya karna hoga aap follow kar sakte hai.

Increase Traffic For Blog and Website - Hindi/ Urdu


Ye kuch top topic bata  share kar raha hu aap inko dhyan me rakhte huye apne blog par kam karte hai to  traffic aane lagega.

Simple Template or Fast Loading wala Hona chahiye : -


Har koi chahta hai jis website ko open karo of fast open ho. To iske liye jaruri bat ye hai ki aap fast loading wala template use kare or dikhne me khubsurat ho. Apka blog jitna acha dikhega to visitor apke blog par dobara aa sakta hai.

Blog ke title or description blog se match hona bahut jaruri hota hai
Blog me simple papur post ho or blog ke naam acha rakhe kisi or se match na kare ise search me jaldi aa jayega.

Social Share Button Used Kare : -


Social share button use karne ka bahut acha faida hai agar aap ki post ko visitor padh raha hai or post acha laga to oh share bhi karega facebook , twitter, google plus , youtube jaise apki traffic aane ka chance rahta hai.

Blog Post Title : -


Aap jab bhi post likhte hai to uska title 3 se 4 character  rakhe jise google search engine me search me aane ka jada chances rehta hai. sort title 1 kabhi na use kare ise koi faida nahi hai or search me bhut kam aate hai..

To jab bhi title likhe lang tel keyword ka hi histmal kare.

Blog Comment Ke Jawab Jarur De : -


Apne blog par aane wale har comment ka jawab jarur de ise kya hota hai ki apse or visitor se acha relation ban jata hai . Aap visitor ke har question ka answer jarur de.

Post Sambandhit Image :-


Jab bhi koi new post karte hai to usme post se related photo post kare. Image ko kaise seo friendly banate hai padhe .

Acha Domain Name use Kare : - 


Apne blog ke liye ek acha domain name use kare. jise aap ke blog pr visitor aate hai to aapka domain name yaad rahega aasani se aa sakte hai.

Acha Domain Name Kaise Chunte Hain Janiye


Post Link Add Kare : -


Jab aap post likhte ho usme dusri apni post ke lin add kare. Kyoki jab user apki post padhega oh oh link acha laga to us par click karke dusre post par jayega.

Post Continue Kare : -


Apne blog par post continue kare.blog starting time to mai kahna chahunga ki kam se kam ek post apne blog par jarur kar adhik ho jaye to or bhi acha.  Kuch blogger aise hai jo ek din me pach post kiye phir kuch din bad blog par post karte hai aisa na kare bikul.

To ye tha mera aaj ka post batye kaise hai. Umeed karte hai jab aap padhenge to apko meri bat acha lagega or ise apko help milega.

Agar apko koi sawal puchna hai to aap mujhe apna question comment kare. Mai apki puri help karunga.

Agar post acha laga ho to please mujhe apni raye de  Thank You..

No comments:

Post a Comment