SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye - How To Earn Money Online - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Monday, 26 February 2018

SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye - How To Earn Money Online

Hello Visitor aaj ka humara topic hai Snapdeal se paise kaise kamaye jaate hai. Iske bare me mai btane ja raha hu. Dost aap ye soch rahe honge ki snapdeal to online shopping company hai use kaise paise kamaya jata hai. To main batana chahta hu ye aap galat soch rahe hai.Agar aapke pass ko website hai to aap Snapdeal Affiliate Program se aap paise earn kar sakte hai bahut hi aasan hai.

Earn Money From Snapdeal But How ? Snapdeal Affiliate Marketing step by step Process in Hindi 2017


Friend jaisa ki main pahle bataya hai aapke pass blog hai or blog par acha traffic ati hai to aap snapdeal se paise kama sakte hai.

Snapdeal Affiliate Program se Paise Kaise KamayeSnapdeal Affiliate program ke jariye aap paise kama sakte hai isme karna kya hota hai. Jo inke affiliate banner hote hai aap unko apne blog par add kar ke. Add so karte hai or jab koi apke blog ko visit karta hai usko product acha lagta hai or  order karta hai apke blog se to  uske jitna % likha hota hai oh aap ko milta hai.Jaise maan lijiye koi 1000 ka pursche kiya to aapko usme se 10,ya 20 % aap ko milta hai. har product ka alag-alag price hote hai or uski alag rate hote hai milte hai.Step 1Sabse pahle aap snapdeal ke affiliate website par jana hota hai agar nahi pata hai to Click kare  Apke samne official website open ho jayegi. Phir apko Join Now For Free par click kar de.


Snapdeal me New Account Kaise Banate Hai



Hinditek online internet ki jankari - Image



Isme aapko apni email id dale or minimum 6 characters ka password likhe or confirm pass likh kar Register kar de.To apke samne ek form aayega jisko apko fill karna hota hai payment ke liye hai.Step .2


Hinditek online internet ki jankari




1.Apna naam likho first name and last name. Phir Affiliate type me Individual kar de or apna mobile number likhe.


2.Yeha pe apko payment information fill karna hai. Pay Name, Payment Type. Phir bank Account detail fill kare. agar nahi hai to koi itna issue nahi aap Sign up kar sakte hai. Adress like apna. Aap picture dekh sakte hai jo maine fill kiya hu aap ko usi type se apna adress fill karna hota hai.3.Phir Affiliate Website Information bhare. Yeha par apnne website ka name likh kar Save Chances Kare. To apka account ban chuka or kabhi aap apna information cheng kar sakte hai.Phir ek page open hoga jo jisme aapki Affiliate Id hoga phir uske niche Search For Product Likha hota hai to agar apka blog Maan lijiye mobile se related hai to aap uska add lagaye to jade faida hota hai. Mera bat maniye apki blog Jis topic se related ho usi type ka add lag aye to or acha hota hai.


Step 3.

All Hindi Me Help- Image



Isme aapko search for products me apko jo chahiye aap search kar sakte hai. Phir Get Link par click karna hota hai.or apne blog me lagana hai agar nahi pata hai hai to chaliye hum batate hai.







all hindi me help


Ab apko ye code copy karna hai. Phir Blogger me jaye Layout par click kare or Add a Gadget par click kar ke. HTML/Java Scrip par click kare or code ko paste kar ke save kar de.



All Hindi Me Help-Images

Agar aap chahe to Static Banner size cheng kar sakte hai. Chaliye jante hai kaise cheng karte hai.


allhindimehelp




Tool & Widget par click kare or oha se jis type ka baner link chahiye select kare.. Ab aap


niche dekh sakte bahut sari size hai jaha aap blog me laga chaate hai laga sakte. SQUARE, HORIZONTAL VERTICAL Ye sab size hai jiski aapko jarurat hai aap add kar sakte hai. Maine Demo is photos me dekha diye hu aapko samajh aa gayi hogi bahut hi aasan hai karna..Humne pahle hi bataye hue paise kamane ke bare  pade


Friends ye to mera aaj ka topic Affiliate Program se hum apne blog par add laga ke paise kaise kama sakte hai. Agar iske bare me koi or jankari chahiye to aap mujhe comment kar ke puch sakte hai.Agar aapko mera post acha laga ho to niche diye social like par share kare.

No comments:

Post a Comment