Hello Dosto, Aaj mai ye bata raha hu jab hum koi blog par post likhte hai or use related image upload karte hai to use kaise SEO friendly banate hai. Kyo ki ye bahut hi inpartent hota hai aisa karne se humare blog par traffic adhik aane lagti hai. Kyoki jab koi picture search karta hai or apne apne photo ko SEO friendly kya hoga to apko show hoga.
Kyoki aapne 500 word likhte hani article me or ek acha image hoto uske 500 ord ke brabar hota hai.
Mai pahle hi bata diya ho jab apne blog bna le to sabse pahle Google Console Me Add Kare.
Must bat ye hai ki aap apni khud ki bnaye image uplode kare ya phir jaha se lagay hai us website ka link likhe.
Mere hisab se sabse jade focus image par rakhni chahiye. SEO friendly image bahut hi infortent hota hai search result ke liye.
Sabse pahle to hum kahi se photo upload karte hai to uska default name hota hai ju ki uski jarurat nahi hoti hai. Jaise' DSC005232'.jpg Yar phir ' 2324121.jpg kuch is type se to ye galat hai

Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye Rename Kar Ke
Sabse pahle to hum kahi se photo upload karte hai to uska default name hota hai ju ki uski jarurat nahi hoti hai. Jaise' DSC005232'.jpg Yar phir ' 2324121.jpg kuch is type se to ye galat hai
"SEO friendly image banane ke liye sabse pahle use rename kare or jis topic ka image hai uska naam likh kar hi upload kare. Aur mere hisab se image ka format GIF me rahe to or acha hota hai ose Jpg Bhi rakh sakte hai."
Alt Tag and Title Tag Add Kare
Alt tag and title tag add karana bahut hi acha hota hai optimization ke liye.
Title text lagane me btana hota hai jiske bare me image ho uska naam.
Alt text me google ke search engine optimization me robot google ko btata hai photo ke bare me.
Alt text me google ke search engine optimization me robot google ko btata hai photo ke bare me.
Image Properties Ko Kaise Open Karte Hai
Friend aap chahe mobile par blog use kare ya laptop pe jab aap photo upload karte hai post me to photo par click kare Properties Likha hoga uspar click karne se Image ka properties open ho jayega or oha se likh sakte hai.
Image Ka Size Kya Hona Chahiye
Image size jitna bara rahata hai utna loading time lagta hai open hone me to kam se kam size rakhe .
Jase 50kb acha hai size ko kam karne ke liye aap photoshop me jaye or oha se kam kare.
Agar aapke pass photoshop hai or use karte honge to pata hi hoga kaise save karte hai. File me jakar save for web & devices par click kar ke save kar de.
Aisa karne se apki pic size kam ho jayegi web format mae or fast loading hogi.
To jabhi koi post kare to image par jade dhyan de or seo optimization banaye kyo ki ye blog ke liye bahut acha hota ha.
Thank agar aap ko ye post acha laga ho to bataye umeed karte hai aapne jab ye post padhenge to samjh jarur aayegi or nahi aaye aapke pass koi sawal hai iske bare me to mujhe bataye apki puri help karenge.
Aapka blog search karne me nahi aa raha ho ya aap pura url likh kar search karte hai ye problem apki solved ki jayegi yeha par..
No comments:
Post a Comment