Useful Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor | Blogger Widget InHindi - Hindi 2 Help - Internet Ki Puri Jankari Hindi Me !

Breaking

Back to Top

Saturday, 13 January 2018

Useful Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor | Blogger Widget InHindi

Blogger Blogging ka sabse Best Platform hai jo Google ka hai or iski sabse khas baat wo ye ki ye bilkul free or use karne me aasan hai.

Blogger me Post kaise likhte hai, uski detail me phele share kar chuka hu, jisme mene Blogger Post editor ke ware me sab kuch share kiya tha.

Aaj Post Editor ke hi short cut ke ware me janege, jinki madad se jo hamara kaam hai wo ham or aasan or fast kar sakte hai.

Image result for Useful Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor

Blogger Post Editor Keyboard Shortcuts


ye jo Keyboard shortcuts hai blogger post editor ke wo Computer me work karege, jinki madad se aap apne kaam ko aasan bana sakte hai, or jo kaam karne ki speed hai wo double kar sakte hai.



ShortcutsKeyboard Shortcuts ka Use
Ctrl+Cselect kiye content ko Copy karne ke liye.
Ctrl+VCopy kiye content ko Paste karne ke liye.
Ctrl+ZAgar kuch galat ho gaya hai to usko delete (undo) karne ke liye. (ek step piche jane ke liye.)
Ctrl+YAgar jo Undo kiya hai usko (Redo) wapas lana hai.
Ctrl+XSelected contend ko Delete karke copy karne ke liye.
Crl+BSelected Text ko Bold karne ke liye.
Crl+APuri Post ko select karne ke liye.
Crl+SPost ko Auto-Save karne ke liye.
Crl+Uselected Text ke niche underline karne ke liye.
Crl+ISelected Text ko italicize karne ke liye.
Crl+KText me hyperlink (URL) add karne ke liye, iske liye phele text ko select karna hai.
Tab



Ctrl+F Post me Kuch bhi search karne ke liye.
Ctrl+Shift+MIt will convert your Blogger Post Editor to Mobile View.
Ctrl++++Post Editor ko Zoon In karne ke liye
Ctrl+-+-Post Editor ko Zoom Out karne ke liye.
Ctrl+0Screen Size ko default size me karne ke liye.
Ctrl+Shift+Vjo Copy kiya hai wo bina formatting ke paste karne ke liye.



To ab aap jaan chuke hai Blogger post Editor Keyboard Shortcut jinki madad se aapko post ko likh kar publish karne me aasani hogi, iske sath sath aap speed se bhikaam kar payege.

Agar me koi keyword mention karna bhul gaya hu to aap comment me jarur bataye..

Happy Blogging..!

No comments:

Post a Comment